
About this song
Ek Tum Hi Nahi Tanha Lyrics
In Aankhon Ki Masti is a captivating Hindi Bollywood masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Asha Bhosle. The lyrics of the song are penned by Shahryar, while the production credits go to Khaiyyam. In Aankhon Ki Masti was released as a part of the album Umrao Jaan (Original Motion Picture Soundtrack) on December 1, 1981. The song has captivated many and is often searched for with the query “Ek Tum Hi Nahi Tanha Lyrics”. Adding to its allure, the song features the captivating presence of Rekha, enhancing the overall appeal of this musical masterpiece. Below, you’ll find the lyrics for Asha Bhosle’s “In Aankhon Ki Masti”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.
Listen to the complete track on Amazon Music
Choose your script
Read the Song Lyrics
In aankhon ki masti ke…
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke…
Ek tum hi nahi tanha…
Ek tum hi nahi tanha, ulfat mein meri rusva
Ulfat mein meri rusva
Is shehar mein tum jaise
Is shehar mein tum jaise deewane hazaaron hain
Deewane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke…
Ek sirf hum hi may ko, ek sirf hum hi…
Ek sirf hum hi may ko aankhon se pilaate hain
Aankhon se pilaate hain
Kehne ko toh duniya mein
Kehne ko toh duniya mein maikhane hazaaron hain
Maikhane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke…
Is shamm-e-faroza ko…
Is shamm-e-faroza ko aandhi se darate ho
Aandhi se darate ho
Is shamm-e-faroza ke…
Is shamm-e-faroza ke parwane hazaaron hain
Parwane hazaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke…
इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं
मस्ताने हज़ारों हैं
इन आँखों से वाबस्ता अफ़साने हज़ारों हैं
अफ़साने हज़ारों हैं
इन आँखों की मस्ती के…
एक तुम ही नहीं तन्हा…
एक तुम ही नहीं तन्हा, उल्फ़त में मेरी रुसवा
उल्फ़त में मेरी रुसवा
इस शहर में तुम जैसे
इस शहर में तुम जैसे दीवाने हज़ारों हैं
दीवाने हज़ारों हैं
इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं
इन आँखों की मस्ती के…
एक सिर्फ़ हम ही मय को, एक सिर्फ़ हम ही…
एक सिर्फ़ हम ही मय को आँखों से पिलाते हैं
आँखों से पिलाते हैं
कहने को तो दुनिया में
कहने को तो दुनिया में मैख़ाने हज़ारों हैं
मैख़ाने हज़ारों हैं
इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं
इन आँखों की मस्ती के…
इस शम्म-ए-फ़रोज़ा को…
इस शम्म-ए-फ़रोज़ा को आँधी से डराते हो
आँधी से डराते हो
इस शम्म-ए-फ़रोज़ा के…
इस शम्म-ए-फ़रोज़ा के परवाने हज़ारों हैं
परवाने हज़ारों हैं
इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं
इन आँखों से वाबस्ता अफ़साने हज़ारों हैं
अफ़साने हज़ारों हैं
इन आँखों की मस्ती के…
