Dost Banke Lyrics

Lyrics & meaning

Dost Banke

GurnazarRahat Fateh Ali Khan

ReleasedApril 9, 2024 GenreIndian Pop

About this song

Dost Banke Lyrics in Hindi

Dost Banke एक खूबसूरत हिंदी गीत है, जिसे Gurnazar और Rahat Fateh Ali Khan ने अपनी शानदार आवाज़ से गाया है। इस गीत के बोल Gurnazar ने लिखे हैं और संगीत Gaurav Dev and Kartik Dev ने तैयार किया है। यह गाना April 9, 2024 को रिलीज़ हुआ था। Dost Banke Lyrics in Hindi कई लोगों के दिमाग में बस गई हैं, जिससे यह एक ऐसा गाना बन गया है जिसे लोग बार-बार सुनना पसंद करते हैं। इस गाने में Gurnazar और Priyanka Chahar Choudhary की शानदार मौजूदगी ने इसे और भी खास बना दिया है। नीचे Gurnazar और Rahat Fateh Ali Khan के गाने “Dost Banke” के बोल हिंदी में दिए गए हैं, जो इसके भाव और खूबसूरती को बेहतर तरीके से समझने में मदद करेंगे।

संपूर्ण गाना Amazon Music पर सुनें।

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Jis cheez se dard mile
Kyun baar-baar karta hai wahi, sajna?
Jis cheez se dard mile
Kyun baar-baar karta hai wahi, sajna?

Thoda taan khayaal kar
Saada dil lohe da taan nahi, sajna
Saada dil lohe da taan nahi, sajna

Behte hain na, behte hain na
Aansu mere behte hain na
Jab woh humse kehte hain na
“Dost banke rehte hain na”

Behte hain na, behte hain na
Aansu mere behte hain na
Jab woh humse kehte hain na
“Dost banke rehte hain na”

Adhoore waadon ko anjaam nahi deta
Rishta toh rakhta hai, par naam nahi deta
Adhoore waadon ko anjaam nahi deta
Rishta toh rakhta hai, par naam nahi deta
Pinjre mein band panchhi ki tarah rakhta hai
Udne ko khulla aasmaan nahi deta

Ho, asi tere bin koi takkeya nahi
Tu mere muhre takke chehre kayi, sajna
Asi tere bin koi takkeya nahi
Tu mere muhre takke chehre kayi, sajna

Thoda taan khayaal kar
Saada dil lohe da taan nahi, sajna
Saada dil lohe da taan nahi, sajna

Behte hain na, behte hain na
Aansu mere behte hain na
Jab woh humse kehte hain na
“Dost banke rehte hain na”

Behte hain na, behte hain na
Aansu mere behte hain na
Jab woh humse kehte hain na
“Dost banke rehte hain na”

Dard taan dindai yaar mera, aaraam nahi dinda
Apne naam de pichchhe wala naam nahi dinda
Haye, dard taan dindai yaar mera, aaraam nahi dinda
Apne naam de pichchhe wala naam nahi dinda
Aap pata nahi kihnu-kihnu kitthe-kitthe mildai
Asi je hove milna, saanu jaan nahi dinda

Ho, saada ohde kol kujh lukkeya nahi
Ohne saade ton lukoye raaz kayi, sajna

Thoda taan khayaal kar
Saada dil lohe da taan nahi, sajna
Saada dil lohe da taan nahi, sajna

Behte hain na, behte hain na
Aansu mere behte hain na
Jab woh humse kehte hain na
“Dost banke rehte hain na”
(“Dost banke rehte hain na”)

Behte hain na, behte hain na
Aansu mere behte hain na
Jab woh humse kehte hain na
“Dost banke rehte hain na”