Farebi Lyrics

Lyrics & meaning

Farebi

Chaar DiwaariRaftaar

ReleasedApril 17, 2025 GenreR&B/Soul

About this song

Farebi Lyrics

Farebi is a captivating Hindi R&B/Soul masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Chaar Diwaari & Raftaar. The lyrics of the song are penned by Chaar Diwaari & Raftaar, while the production credits go to Chaar Diwaari. Farebi was released on April 17, 2025. “Farebi Lyrics” has stayed with many, making it a song people naturally come back to again and again. Below, you’ll find the lyrics for Chaar Diwaari & Raftaar’s “Farebi”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.

Listen to the complete track on Amazon Music

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Okay, ready?

Boots and cats and, boots and cats and
Boots and cats and, boots and cats and
Boots and cats and, boots and cats and

Downtown mein lagi aag, sabhi bhaage
Building se nikle dhuan
Abey, sab jal gaya toh sabhi bhaage

Huh, public mein mache hahakaar
Mujrim faraar, gaya woh kahan pe na jaane
Hai peechhe-peechhe police mere
Jaldi-jaldi bhaagta main aage, basta bacha ke
Huh, jismein chori ka maal, kisi ka dil rakha

Kheenchta hai mujhe tujh tak jaane kaun farishta
Aa gaya main tere ghar par, dar-ba-dar tha bhatakta
Mil gayi hain
Teri bhoori-bhoori dono aankhein aankhon se meri
Ho gaya woh mujhe jiska dar tha

Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi, kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi, kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila, jaana
Bhaaga main kab se ghar se
Sab se main kahoon

Downtown mein lagi aag…

Diwaari mera dil le gaya
Apna khanjar maara
Seena mera chheel ke gaya (meow!)
Meri keel waali heel le gaya
Mujhe lagaa lagi aag
Saala feel le gaya (aah!)

Meri gali mein aata-jaata rehta tha tu
Tapri mein ghusa chhupa, chhatri mein rehta
Fenke khat, kare bak, mujhe Katrina kehta tha
Main fuck bhi na deti thi
Tu zakhmi sa baitha tha na, dalle

Kheenchta hai nazron se faade husn ka parda
Aake neeche ghar ke tu dar par sar tha patakta
Dillagi hai ya dil ki lagi hai, phat’ti hai meri
Ho gaya woh mujhe jiska dar tha

Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi, kya kahegi ye?
(Kya meri saari baatein) hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi, kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye

Laila toh na maane, Laila na pehchaane
Laila ko baatein sab kyun lagein bahaane?
Laila main farebi, main thug, main apraadhi
Maine toh zindagi ye bhaag-bhaag bita di

Laila main na tera, tu hai na meri
Mujhe bhula dena, main kahin ka nahi
Laila tu abhi hai, phir teri saheli
Main thugta jagg ko, mera koi apna hi nahi

Main chaahta nahi hoon tujhe
Meri toh mujh se bhi na bane
Main khaa gaya teri khushiyan
Ab tujhe lage…

Laila ko lagta hoon main…
(Bhadwa, saala randibaaz)

Main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya teri saari baatein…
Hain farebi
Main farebi, jaan legi ye

Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi, kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye