Saiyaara Lyrics

Lyrics & meaning

Saiyaara

Faheem Abdullah

FromSaiyaara ReleasedJuly 4, 2025

About this song

Tu Paas Hai Mere Pass Hai Aise Lyrics

Saiyaara is a captivating Hindi Bollywood masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Faheem Abdullah. The lyrics of the song are penned by Irshad Kamil, while the production credits go to Tanishk Bagchi, Faheem Abdullah & Arslan Nizami. Saiyaara was released as a part of the album Saiyaara (Original Motion Picture Soundtrack) on July 4, 2025. “Tu Paas Hai Mere Pass Hai Aise Lyrics” has stayed with many, making it a song people naturally come back to again and again. Adding to its allure, the song features the captivating presence of Ahaan Panday & Aneet Paddan, enhancing the overall appeal of this musical masterpiece. Below, you’ll find the lyrics for Faheem Abdullah’s “Saiyaara”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.

Listen to the complete track on Amazon Music

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Tu paas hai, mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Tu paas hai, mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise

Haay, main mar hi jaun, jo tujhko na paun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Honthon pe lamha-lamha hai naam tera, haay
Tujhko hi gaun, main tujhko pukarun

Sayyaara, tu to badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Sayyaara, tu to badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai

Beete lamhon se duniya basa lun
Main to tere aansuon ka bana hun
Meri hansi mein teri sadaayein
Teri kahani khud ko sunaun

Yaadon ke taare…
Yaadon ke taare tootenge kaise?
Mere hain jo wo rootheinge kaise?
Beete dinon ki kholi kitaabein
Guzre palon ko kaise bhula dein?

Haay, main mar hi jaun, jo tujhko na paun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Honthon pe lamha-lamha hai naam tera, haay
Tujhko hi gaun, main tujhko pukarun

Sayyaara, tu to badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Sayyaara, tu to badla nahin hai
Mausam zara sa rootha hua hai

Jis roz hum-tum phir se milenge
Ye saari baatein tujhse kahenge
“Duniya mein chahe ban jaayein jo bhi
Tere bina to kuch na rahenge”

Haay, main mar hi jaun, jo tujhko na paun
Jo tujhko na paun, main mar hi jaun
Honthon pe lamha-lamha hai naam tera, haay
Tujhko hi gaun, main tujhko pukarun

(Sayyaara)
(Sayyaara)
(Sayyaara)
(Sayyaara)

(Sayyaara, Sayyaara)
(Sayyaara, Sayyaara)
(Sayyaara, Sayyaara)

(Sayyaara, Sayyaara)
(Sayyaara, Sayyaara)
(Sayyaara, Sayyaara)