Mere taur, mere tareeke
Khaa ke thokar humne seekhe
Aaye jo mann mein, kar jaaun
Malik hum apni marzi ke
(Malik hum apni marzi ke)
Jo main chaahun woh aaj nahi toh kal paa loongi
52 gaj ka daman peher matak ke chaalungi

(52 gaj ka daman peher matak ke chaalungi)
Bilkul clear hai dil mein fanda
Mere goggle se tum dekho
Mere goggle se tum dekho
Bheja saaf, dil se pyaar
Kar doongi jo bhi keh de woh
Meri shartein jo maane, uski shartein maanungi
52 gaj ka daman peher matak ke chaalungi
52 gaj ka daman peher matak ke chaalungi
(52 gaj ka daman peher matak ke chaalungi)
Mehenge-mehenge la ke tohfe
Chaahe tu banana mauke
Yeh sab dekha hai pehle bhi
Pehle kha chuki hoon dhokhe
(Kha chuki hoon dhokhe)
Airon-gairon ki baat pe na gaur daalungi
52 gaj ka daman peher matak ke chaalungi
52 gaj ka daman peher matak ke chaalungi
Aayi tod main zanjeerein
Independence mujhko pyaari
Dono saath mein ud lenge
Karke aana tu taiyaari
Pinjron ko tod paayalein banva loongi