
Choose your script
Read the Song Lyrics
Kiti kahaniyan adhoori rahi
Woh hui poori nahi, yeh zaroori nahi
Waade kiye the jo, adhoore sahi
Woh hue poore nahi, yeh zaroori nahi
Yeh dil dukhane ke bahane hain kayi
Yeh gham ke gaane bhi khazaane hain koi
Aur hum deewane toh deewane hi sahi
Yeh haqeeqat bhi poori nahi
Yaari mohabbaton mein adhoori sahi
Ho majboori sahi, jee-hazoori nahi
Haan, galtiyon mein maafi poori sahi
Ho dil ki chori sahi, seena-zori nahi
Jo hum purane toh purane hi sahi
Aur woh sayane toh sayane hi sahi
Yeh din jo jaane toh na aane ko sahi
Yeh zaroorat zaroori nahi
कितनी कहानियाँ अधूरी रहीं
वो हुईं पूरी नहीं, ये ज़रूरी नहीं
वादे किए थे जो, अधूरे सही
वो हुए पूरे नहीं, ये ज़रूरी नहीं
ये दिल दुखाने के बहाने हैं कई
ये ग़म के गाने भी ख़ज़ाने हैं कोई
और हम दीवाने तो दीवाने ही सही
ये हक़ीक़त भी पूरी नहीं
यारी मोहब्बतों में अधूरी सही
हो मजबूरी सही, जी-हज़ूरी नहीं
हाँ, ग़लतियों में माफ़ी पूरी सही
हो दिल की चोरी सही, सीना-ज़ोरी नहीं
जो हम पुराने तो पुराने ही सही
और वो सयाने तो सयाने ही सही
ये दिन जो जाने तो ना आने को सही
ये ज़रूरत ज़रूरी नहीं
