Haaye, haaye, haaye
Haaye, haaye, haaye
Haaye, haaye, haaye
Haaye, haaye, haaye re
Tu jo halki si stubble badha ke
Daale storiyaan Insta’ pe jaa ke
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Teri muskaan laage taazi sarson
Aaj dekhoon tujhe ya kal-parson
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Tu meethi gud ki dheli, kare jo tu atkheli
Mere seene mein baajein shehnaiyan
Yeh soyi-soyi palkein uthein jo halke-halke
Mere seene mein baajein shehnaiyan
Mere mann mein hi naachun main akela
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Kabhi jo rooth main jaaun, hans ke mujhko cute kahe
Meri zulfon ki tarah dil ko khol de
Ishaaron ko mere tu jis tarah decode kare
Bin bole hi sab bol de
Tu jo peeth pe ungli ghumaaye
Haule-haule se lab yoon banaye
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Tere taarif ke mankein jo mere kaan mein khankein
Mere seene mein baajein shehnaiyan
Nazar se aanch badha ke tu jo dil ko pighla de
Mere seene mein baajein shehnaiyan
Tere sang main bhi lagun albela
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Oh, seene mein baajein shehnai, shehnaiyan
Seene mein baajein shehnai, shehnaiyan