Ho, koi jaadu, koi tona karva gaya
Main mayeri kya karoon? Main mayeri kya karoon?
Ho, koi jaadu, koi tona karva gaya
Main mayeri kya karoon?
Ho, ek dhokebaaz, ho, ek dhokebaaz
Ho, ek dhokebaaz pe dil aa gaya
Main mayeri kya karoon?
Ho, mehfil usko sunke rone lag gayi
Main bhi thodi-thodi pagal hone lag gayi
Ho, mehfil usko sunke rone lag gayi
Main bhi thodi-thodi pagal hone lag gayi
Haaye, aisi woh, haaye, aisi woh
Haaye, aisi woh shayari suna gaya
Main mayeri kya karoon?
Ho, ek dhokebaaz, ho, ek dhokebaaz
Ho, ek dhokebaaz pe dil aa gaya
Main mayeri kya karoon?
Ho, pata bhi hai chhod jayega
Phir bhi uske peeche-peeche jaate hain hum
Khaai nahi kabhi kisi se
Uski toh gaaliyan bhi khaate hain hum
Woh aisa sauda jo kare na nafa
Woh khud hi kehta hai woh kare na wafa
Oh kehnda pagal kudiye, oh darda nahi kade
Jo marda shayar ‘te oh marda nahi kade
Jo marda shayar ‘te, shayar ‘te, shayar ‘te
Ho, meri aklaan ‘te, ho, meri aklaan ‘te
Ho, meri aklaan ‘te parde paa gaya
Main mayeri kya karoon? Main mayeri kya karoon?
Ho, ek dhokebaaz, ho, ek dhokebaaz
Ho, ek dhokebaaz pe dil aa gaya
Main mayeri kya karoon?
Dil mein hai paap, phir bhi khuda ke ghar mein
Sone-chandiyon ki tarah khara banda bana ho
Dil mein hai paap, phir bhi rabb ji ke ghar mein
Sone-chandiyon ki tarah khara banda bana ho
Naam bata mujhe ek duniya mein
Dhoke kar-kar ke jo bada banda bana ho
Kaun aidan karda ae? Belihaaz kaun?
Main pucheya tere naalon wadda dhokebaaz kaun
Mainu Jaani di, ho, mainu Jaani di
Ho, mainu Jaani di photo vikha gaya
Main mayeri kya karoon? Main mayeri kya karoon?
Ho, ek dhokebaaz, ho, ek dhokebaaz
Ho, ek dhokebaaz pe dil aa gaya
Main mayeri kya karoon?