Bhule hai kal apna hum
Ab shuruwat nayi hai
Kya hota hai yeh gum
Humko toh yaad nahi hai
Kho jaayenge bhatak ke
Ab parwah bhi nahi hai
Abhi abhi toh hai khiley hum
Zindagi toh jeeni baaki bhi hai
Manzil ka pata hai
Par raahein na mile toh
Koi na, koi na
Koi na, koi na
Yeh safar naya hai
Khwahishon se jo bhara hai
Jiye jaa, jiye jaa
Jiye jaa, jiye jaa
Log sapne na jaane
Teri baatein yeh na maane
Koi na, koi na
Koi na, koi na
Koshish ke sahare
Umeed ko badhake
Jiye jaa, jiye jaa
Jiye jaa zindagi
Yeh jaana ke waqt hai haazir
Par rehta hai mehenga bada
Jinpe hai kardiya kharch
Woh durr ab rehte sada
Yeh jaana ke waqt hai haazir
Par rehta hai mehenga bada
Jinpe hai kardiya kharch
Woh durr ab rehte sada
Toh taraash khubiyaan apne hi aap mein
Seekha leke chalna khushiyon ko saath mein
Manzil ka pata hai
Par raahein na mile toh
Koi na, koi na
Koi na, koi na
Yeh safar naya hai
Khwahishon se jo bhara hai
Jiye jaa, jiye jaa
Jiye jaa, jiye jaa
Log sapne na jaane
Teri baatein yeh na maane
Koi na, koi na
Koi na, koi na
Koshish ke sahare
Umeed ko badhake
Jiye jaa, jiye jaa
Jiye jaa zindagi