Meri dastaan lyrics

Lyrics & meaning

Meri Dastaan

GenreIndian Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Tanha tanha sa main rehta tha, ankhon mein sapne bunta tha
Fir leher uthhi, beh chala
Kuch dara sehma sa main, nikal pada, naye shahar mein chalta raha
Rukawaton se main na dara

Nayi udaano ki dishaon mein uda uda sa main badhta chala
Manzilon ke main qareeb aaya
Aisa laga mujhe jaise naya purana sab maine bhula diya
Woh jo thi meri galtiyaan

Sabne jo dekhe the jo, inmein ab hum rehte hain

Yeh kya ho gaya? kahan main aaya?
Badhta chala main yun nayi dishaaon mein
Naya hai samaaa, nayi hai hawaaa
Mujhko lagi jaise kisi apne ki dua

Khud pe jo ho yakin to rehmatebarsengi

Yahi hai meri daastaan, yahi hai meri daastaan, sunani thi mujhe jo aaj
Rukna na, thakna na, thamna na, chahe jo bhi ho