Dariya lyrics vismay patel

Lyrics & meaning

Dariya

GenreIndian Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Koi kho gaya hai
Waqt tham sa gaya hai
Koi kho gaya hai
Waqt tham sa gaya hai

Lehron sa man mera
Kya keh raha suno
Dil kare udd chalu
Badalon ki tarah

Dariya, dariya manwa mera
Dariya, dariya dariya

Dariya, dariya manwa mera
Dariya, dariya dariya

Keh raha yeh sama
Mujhse na jaane kya
Ajnabi jese yeh sheher
Mujhe kyu pehchane naa

Keh raha yeh sama
Mujhse na jaane kya
Ajnabi jese yeh sheher
Mujhe kyu pehchane naa

Dur hai ghar mera
Paas hai aasmaan
Dil kare udd chalu
Badalon ki tarah

Dariya, dariya manwa mera
Dariya, dariya, dariya

Dariya, dariya manwa mera
Dariya, dariya, dariya