Aankhon Mein Doob Jaane Ko Lyrics

Lyrics & meaning

Aankhon Mein Doob Jaane Ko

THE 9TEEN

ReleasedAugust 20, 2024 GenreIndian Pop

About this song

Aankhon Mein Doob Jaane Ko Lyrics in Hindi

Aankhon Mein Doob Jaane Ko एक खूबसूरत हिंदी गीत है, जिसे THE 9TEEN ने अपनी शानदार आवाज़ से गाया है। इस गीत के बोल Sameer Anjaan ने लिखे हैं और संगीत Sandesh Shandilya और THE 9TEEN ने तैयार किया है। यह गाना August 20, 2024 को रिलीज़ हुआ था। Aankhon Mein Doob Jaane Ko Lyrics in Hindi कई लोगों के दिमाग में बस गई हैं, जिससे यह एक ऐसा गाना बन गया है जिसे लोग बार-बार सुनना पसंद करते हैं। नीचे THE 9TEEN के गाने “Aankhon Mein Doob Jaane Ko” के बोल हिंदी में दिए गए हैं, जो इसके भाव और खूबसूरती को बेहतर तरीके से समझने में मदद करेंगे।

संपूर्ण गाना Amazon Music पर सुनें।

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Aankhon mein doob jaane ko
Hum bekaraar baithe hain
Ek pal mein sab lutaane ko
Uspe hi, yaar, baithe hain
Uspe hi, yaar, baithe hain

Barso se ek chehra dil mein rehta hai jo, yaar
Shayad kahin usko hai hamara intezaar
Haay re, haay, kya kahe jab dekhe woh
Bhar ke aankhon mein pyaar

Deewani hai, dekho, bekaraar woh
Sambhalo-sambhalo, na pyaar ho
Apna bana ke, dekho, dil na chura le woh
Aisa kyun lage hai, bolo na?

Jhum-chiki-chiki-jhum, tum bolo, hai woh kaun jo?
Baar-baar yeh dil khota hai dekh ke usko

Pehli bar dekha hai aisa
Ajnabi na ajnabi ke jaisa
Pehli bar dekha hai aisa
Ajnabi na ajnabi ke jaisa

Duniya mein doston ki waise kami nahin hai, yaar
Hota hai phir bhi na jaane kyun dil bekaraar
Haay re, haay, kya hua, na jaane kyun (jaane kyun)
Dhadke hai dil baar baa