Pehle raha karti thi khwaahishen yahaan
Ab ye aankhein chahti hain bas teri panaah

Tum palkein sehla dena, aansu tham jaayenge
Tum aankhon se bataana, hum samajh jaayenge
Tum halki si sharmaana, hum tere ho jaayenge

Kitna bebass hai dil, ye kaise bataayen?
Itne nazdeek tum, par kah na paayen

Hum dooriyaan sah lengay agar khush tum raho

Bas tum pukaar dena, hum sambhal jaayenge
Tum aankhon se bataana, hum samajh jaayenge
Tum halki si sharmaana, hum tere ho jaayenge
Tum aankhon se bataana, hum samajh jaayenge
Tum halki si sharmaana, hum tere ho jaayenge
Paas hokar bhi hum tumhaare na hue hain
Door hokar ab hum to khud ke na rahe hain
Ji rahe the yaadon mein tumhaari kab se
Baahon mein aa jaao, hum marne ko tarase hain
Itna ishq tumse kyun hamko hua?
Dil na toda jisne wo ghair laga
Itna ishq tumse kyun hamko hua?
Dil na toda jisne wo ghair laga
Apna humko tum kehna, hum sanwar jaayenge