Lyrics & meaning
Aap Ki Aankhon Mein Kuch
Choose your script
Read the Song Lyrics
Aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain

Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hain

Lab hilein to mogre ke phool khilte hain kahin

Aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hain kahin?
Aap ki khamoshiyan bhi aap ki aawaaz hain
Aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hain
Aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahi?

Bewajah tareef karna aap ki aadat to nahi?
Aap ki badmashiyon ke yeh naye andaaz hain
Aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
Ho, aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hain
Aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं

आप से भी ख़ूबसूरत आप के अंदाज़ हैं

लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं
लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं
आप की आँखों में क्या साहिल भी मिलते हैं कहीं?
आप की ख़ामोशियाँ भी आप की आवाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप से भी ख़ूबसूरत आप के अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं?
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं?
बेवजह तारिफ़ करना आप की आदत तो नहीं?
आप की बदमाशियों के ये नए अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
हो, आप से भी ख़ूबसूरत आप के अंदाज़ हैं