Choose your script
Read the Song Lyrics
Na zamane-bhar ke bawaalon se
Na jawaabon se, na sawaalon se
Na dil ke tukde karne waalon se
Ab main khud se lad gayi hoon, ab main had se badh gayi hoon
Jo chaahe kar le zamana, ab main zidd pe adh gayi hoon

Pag-pag rode daale raasta, thokar deke bhaage raasta
Bhaag ke jaayega tu kahaan pe? Ab main peeche padh gayi hoon
Rag-rag mein daude hai junoon bas, manzil se milke ho sukoon bas
Lakh bicha do path mein kaante, ab main jad se ukhad gayi hoon
Ab main teh tak gadh gayi hoon, ab main sir pe chadh gayi hoon
Jo chaahe kar le zamana, ab main zidd pe adh gayi hoon
Ab main khud se lad gayi hoon, ab main had se badh gayi hoon
Jo chaahe kar le zamana, ab main zidd pe adh gayi hoon
Na zamane-bhar ke ilzaamon se
Na to apno se, na anjaanon se
Na haar-jeet ke anjaamon se
Ab main khud se lad gayi hoon, ab main had se badh gayi hoon
Jo chaahe kar le zamana, ab main zidd pe adh gayi hoon
Ab main khud se lad gayi hoon, ab main had se badh gayi hoon
Jo chaahe kar le zamana, ab main zidd pe adh gayi hoon
ना ज़माने-भर के बवालों से
ना जवाबों से, ना सवालों से
ना दिल के टुकड़े करने वालों से
अब मैं खुद से लड़ गई हूँ, अब मैं हद से बढ़ गई हूँ
जो चाहे कर ले ज़माना, अब मैं ज़िद पे अड़ गई हूँ

पग-पग रोड़े डाले रस्ता, ठोकर देके भागे रस्ता
भाग के जाएगा तू कहाँ पे? अब मैं पीछे पड़ गई हूँ
रग-रग में दौड़े है जुनूँ बस, मंज़िल से मिल के हो सुकूँ बस
लाख बिछा दो पथ में काँटे, अब मैं जड़ से उखड़ गई हूँ
अब मैं तह तक गड़ गई हूँ, अब मैं सर पे चढ़ गई हूँ
जो चाहे कर ले ज़माना, अब मैं ज़िद पे अड़ गई हूँ
अब मैं खुद से लड़ गई हूँ, अब मैं हद से बढ़ गई हूँ
जो चाहे कर ले ज़माना, अब मैं ज़िद पे अड़ गई हूँ
ना ज़माने-भर के इल्ज़ामों से
ना तो अपनों से, ना अंजानों से
ना हार-जीत के अंजामों से