besharam rang lyrics

Lyrics & meaning

Besharam Rang

GenreBollywood

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

En esta noche la vida es completa
En este segundo la vida es muy rica

En esta noche la vida es completa
En este segundo la vida es muy rica

Humein toh loot liya mil ke ishq waalon ne
Bahut hi tang kiya ab tak in khayalon ne
Nasha chadha jo shareefi ka, utaar fenka hai
Besharam rang kahan dekha duniya waalon ne

Mujhmein nayi baat hai, nayi aadaton ke saath hai

Hai jo sahi woh karna nahi
Ghalat hone ki yahi toh shuruaat hai

En esta noche la vida es completa
En este segundo la vida es muy rica

Nasha chadha jo shareefi ka, utaar fenka hai
Besharam rang kahan dekha duniya waalon ne
Humein toh loot liya mil ke ishq waalon ne
Bahut hi tang kiya ab tak in khayalon ne

En esta noche la vida (ishq waalon ne) es completa
हमे तो लूट लिया मिल के इश्क़ वालों ने