Mujhko itna bataye koi
Kaise tujhse dil na lagaye koi?
Rabba ne tujhko banane mein
Kar di hain husn ki khaali tijoriyan
Kaajal ki siyaahi se likhi hain tune
Jaane kitno ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manauan
Patjhad ke mausam mein bhi rangeen chanaron jaisi
Jhanke sannaton mein tu veena ke taaron jaisi
Mmm, sadiyon se bhi lambi yeh mann ki amaavasein hain
Aur tu phuljhadiyon waale tyoharon jaisi
Chanda bhi deewana hai tera
Jalti hain tujhse saari chakoriyan
Kaajal ki siyaahi se likhi hain tune
Jaane kitno ki love storiyan (love storiyan)
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piya
Kesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piya
Piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya
Kesariya tera (ishq hai, piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya)
Ishq hai, piya (ishq hai, piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya)
Rang jaaun jo main (ishq hai, piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya)
Haath lagaaun (ishq hai, piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya)
(Ishq hai, piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya)
(Ishq hai, piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya)