Kal raat aaya mere ghar ek chor
Aa ke bola, “De-de mujhe jo bhi tera hai”
Maine bola…
Mera naam bhi le ja, mera kaam bhi le ja
Mera Ram bhi le ja, mera Shyam bhi le ja

Meri jeet bhi le ja, meri haar bhi le ja
Mera dar bhi le ja, mera ghar bhi le ja
Mere khwaab bhi le ja, mere raaz bhi le ja
Mera gham bhi le ja, har zakham bhi le ja
Meri zaat bhi le ja, auqaat bhi le ja
Meri baat bhi le ja, haalaat bhi le ja
Le ja mera jo bhi dikhe
Jo na dikhe woh bhi le ja
Kal raat aaya mere ghar ek chor
Aa ke bola, “De-de mujhe jo bhi tera hai”
Maine bola…
Haan, haan-haan, haan-haan
Haan, haan-haan, haan-haan
Haan, haan-haan, haan-haan, haan
Mera naam bhi le ja, mera kaam bhi le ja
Mera Ram bhi le ja, mera Shyam bhi le ja
Meri jeet bhi le ja, meri haar bhi le ja
Mera dar bhi le ja, mera ghar bhi le ja
Meri zaat bhi le ja, auqaat bhi le ja
Meri baat bhi le ja, haalaat bhi le ja
Mera naam bhi le ja, mera kaam bhi le ja
Mera Ram bhi le ja, mera Shyam bhi le ja
Kar de mujhe aazad
Kar de mujhe aazad
Aazad, aazad
Kal raat aaya mere ghar ek chor