
Choose your script
Read the Song Lyrics
Kaisi hai yeh meri daastaan?
Jaage hain hum, soye tum bhi kahan
Dhundhle se hain kagaz par woh nishaan
Kaisi hai yeh daastaan?
Mere labon pe likha tere khaton ka pata
Zaalim zamaane se bhi chhupne se bhi woh na chhupa
Mere labon pe likha tere khaton ka pata
Zaalim zamaane se bhi chhupne se bhi woh na chhupa
Ghoomta hoon main ab bhi galiyon mein unn hi, jahan
Bheed mein jab khoya tha tera aur mera jahan
Ghoomta hoon main ab bhi galiyon mein unn hi, jahan
Bheed mein jab khoya tha tera aur mera jahan
Dil mein the woh, dil hi mein reh gaye
Lafz jo kehne the tumhein
Na jaane kab kahaani ban gayi
Kahaani hi reh gaye
Mere labon pe likha tere khaton ka pata
Zaalim zamaane se bhi chhupne se bhi woh na chhupa
Mere labon pe likha tere khaton ka pata
Zaalim zamaane se bhi chhupne se bhi woh na chhupa
कैसी है ये मेरी दास्ताँ?
जागे हैं हम, सोए तुम भी कहाँ
धुँधले से हैं क़ाग़ज़ पर वो निशाँ
कैसी है ये दास्ताँ?
मेरे लबों पे लिखा तेरे ख़तों का पता
ज़ालिम ज़माने से भी छुपने से भी वो ना छुपा
मेरे लबों पे लिखा तेरे ख़तों का पता
ज़ालिम ज़माने से भी छुपने से भी वो ना छुपा
घूमता हूँ मैं अब भी गलियों में उन ही, जहाँ
भीड़ में जब खोया था तेरा और मेरा जहाँ
दिल में थे वो, दिल ही में रह गए
लफ़्ज जो कहने थे तुम्हें
ना जाने कब कहानी बन गई
कहानी ही रह गए
मेरे लबों पे लिखा तेरे ख़तों का पता
ज़ालिम ज़माने से भी छुपने से भी वो ना छुपा
मेरे लबों पे लिखा तेरे ख़तों का पता
ज़ालिम ज़माने से भी छुपने से भी वो ना छुपा
