Dedh Patti Chai Ki Lyrics

Lyrics & meaning

Dedh Patti Chai Ki

Manoj Choudhary

ReleasedNovember 28, 2024 GenreIndian Pop

About this song

Dedh Patti Chai Ki Lyrics

Dedh Patti Chai Ki is a captivating Haryanvi Indian Pop masterpiece, brought to life by the artistic prowess of Manoj Choudhary. The lyrics of the song are penned by Dev Dutt Insha, while the production credits go to Indrani Studio. Dedh Patti Chai Ki was released on November 28, 2024. The song has captivated many and is often searched for with the query “Dedh Patti Chai Ki Lyrics”. Adding to its allure, the song features the captivating presence of Anjali Raghav & Surender Kumar, enhancing the overall appeal of this musical masterpiece. Below, you’ll find the lyrics for Manoj Choudhary’s “Dedh Patti Chai Ki”, offering a glimpse into the profound artistry behind the song.

Listen to the complete track on Amazon Music

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka

Balam kahe mero, “Chai kar le”
“Paani ka pateela jaldi choolhe dhar le”
Balam kahe mero, “Chai kar le”
“Paani ka pateela jaldi choolhe dhar le”

Chai peeke jal gaya gaat mera
Naam reha na jawaani ka

Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka

Jeth kathe mero, “Chai kar la”
“Laung-ilaachi daal poora jug bhar la”
Jeth kathe mero, “Chai kar la”
“Laung-ilaachi daal poora jug bhar la”

Chai te jal gaya honth mera
Kaam kara shaitani ka

Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka

Devar kahe, “Chai kyon na banaayi?
“Bin chai, bhabhi, mohe susti si aayi”
Devar kahe, “Chai kyon na banaayi?
“Bin chai, bhabhi, mohe susti si aayi”

Devar ji, aisa hukam tera
Jaise ho kaptaani ka

Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Dedh patti chai ki, pateela paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka
Haryane mein halla mach gaya taate paani ka

Do bhaisan ko doodh doodhiya roj lai jaave
Chai karne ko doodh Dev Dutt thaili ko lyaave
Do bhaisan ko doodh doodhiya roj lai jaave
Chai karne ko doodh Dev Dutt thaili ko lyaave

Kitne dukh jhelun hoon main, kisi ko na bera
Bigda dhang janaani ka