dil ko karaar aaya lyrics in english

Lyrics & meaning

Dil Ko Karaar Aaya

Neha Kakkar

ReleasedJuly 31, 2020 GenreIndian Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Dua bhi lage na mujhe, dava bhi lage na mujhe
Jab se dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri, chaahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune yoon thaga hai

Jab saansein bharoon main
Band aankhein karoon main
Nazar tu yaar, aaya

Dil ko karaar aaya, tujh pe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara
Dil ko karaar aaya, tujh pe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara

Har roz pooche yeh havayein, hum toh bata ke haare
Kyun zikr tera karte hain hum se taare?
Har roz pooche yeh havayein, hum toh bata ke haare
Kyun zikr tera karte hain hum se taare?

Ab kisse hain tere
In honthon pe mere izhaar aaya, yaara

Dil ko karaar aaya, tujh pe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara
Dil ko karaar aaya, tujh pe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara