Phenke nazar ke sikke usne, bik gayi hoon main
Usne jo chhoo liya toh, haaye, lage ke nayi hoon main
Yoon toh premi pachattar humaare
Le ja tu kar sathattar ishaare, dil mera muft ka
Khwaah-makhaah hi taraste bechaare
Le ja tu kar sathattar ishaare, dil mera muft ka
Dil mera muft ka
Hai nahiyo, sohneya, tere bin guzara
Hai nahiyo, sohneya, tere bin guzara
Hai nahiyo, sohneya, tere bin guzara
Hai nahiyo, sohneya, tere bin guzara
Dil ke dukandaar hain doosre bhi
Hum thoda achchey hain, woh hain farebi
(Ni main kamli-kamli, ni main kamli-kam…)
(Ka-ka-kamli-kam-, kam-ka-ka-kamli)
Haan, dil ke dukandaar hain doosre bhi
Hum thoda achchey hain, woh hain farebi
Mehenga hai dil, sabke bas ka nahi yeh
Bikna hai par teri khaatir mujhe bhi
Aaj baazar hi bik gaya re
Le ja tu kar sathattar ishaare, dil mera muft ka
Ho, yoon toh premi pachattar humaare
Le ja tu kar sathattar ishaare, dil mera muft ka
(Ni main kamli-kamli, ni main kamli-kam…)
(Ka-ka-ka-kamli-kam-, kam-ka-ka-ka-kamli)
(Kamli-kamli, ni main ka-ka-ka-ka-ka-ka-kamli-kamli)
Socha tumhara bhi dil hum khareedein
Kya daam hai bolo, kaato raseedein (haaye)
Haaye, haaye
Socha tumhara bhi dil hum khareedein
Kya daam hai bolo, kaato raseedein
Phir tum se karva lein jaisa bhi chaahein
Nazrein tumhari meri haazri dein
Par tumhari hain nazron se haare