
Choose your script
Read the Song Lyrics
Dilon ke mohalle jaake
Teri-meri baatein karna
Jahan-bhar ki baatein bhoole
Teri-meri baatein karna
Ho, jhonke, jhonke yeh hawa ke
Laaye dono ko baha ke, haaye
Bane dekho hum sarmaaye ek-duje ke
Haaye, ek-duje ke haathon ki
Lakeeron ka tay tha milna
Hmm, dilon ke mohalle jaake
Teri-meri baatein karna
Dil saara tere aage kholkar
Jo tha mann mein, tujhse hi bolkar
Khaali kar diya khud ko, ae sanam
Tere hue poore ke poore hum
Haan, rukti nahi teri-meri baatein
Khwaabon mein karte hain mulaqatein
Jaane kaise hain dil mil jaate
Jaane tu, na jaane dil yeh mera
Dono ke dilon ke panne
Kore the, siyaahi bhar ke
Likhi humne naam wafayein
Ek-duje ke, haaye
Ek-duje ke haathon ki
Lakeeron ka tay tha milna
Dilon ke mohalle jaake
Teri-meri baatein karna
Haan…
दिलों के मोहल्ले जाके
तेरी-मेरी बातें करना
जहाँ-भर की बातें भूले
तेरी-मेरी बातें करना
हो, झोंके, झोंके ये हवा के
लाए दोनों को बहा के, हाय
बने देखो हम सरमाए एक-दूजे के
हाय, एक-दूजे के हाथों की
लकीरों का तय था मिलना
Hmm, दिलों के मोहल्ले जाके
तेरी-मेरी बातें करना
दिल सारा तेरे आगे खोलकर
जो था मन में, तुझसे ही बोलकर
ख़ाली कर दिया ख़ुद को, ऐ सनम
तेरे हुए पूरे के पूरे हम
हाँ, रुकती नहीं तेरी-मेरी बातें
ख़्वाबों में करते हैं मुलाक़ातें
जाने कैसे हैं दिल मिल जाते
जाने तू, ना जाने दिल ये मेरा
दोनों के दिलों के पन्ने
कोरे थे, सियाही भर के
लिखी हमने नाम वफ़ाएँ
एक-दूजे के, हाय
एक-दूजे के हाथों की
लकीरों का तय था मिलना
दिलों के मोहल्ले जाके
तेरी-मेरी बातें करना
हाँ…
