
Lyrics & meaning
Jalte Diye
Anweshaa, Vineet Singh, Harshdeep Kaur & Shabab Sabri
Choose your script
Read the Song Lyrics
Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti, toh kya baat hoti
Sunte hain jab pyaar ho toh diye jal uthte hain
Tan mein, mann mein aur nayan mein diye jal uthte hain
Aaja piya, aaja
Aaja piya, aaja, ho
Aaja piya, aaja
Tere hi, tere hi liye jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein zindgaani
Bitani tere saaye mein, saaye mein…
Kabhi-kabhi…
Kabhi-kabhi aise diye se lag jaati aag bhi
Dhule-dhule se aanchalon pe lag jaate daag bhi
Hai veeraanon mein badalte dekhe mann ke baag bhi
Sapnon mein shringar ho toh diye jal uthte hain
Khwaahishon ke aur sharam ke diye jal uthte hain
Aaja piya, aaja
Tere hi, tere hi liye jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein zindgaani
Bitani tere saaye mein, saaye mein…
Mera nahi…
Mera nahi hai woh diya jo jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun yeh ujaale aaye hain? Inko rokiye
Yoon begaani roshni mein kab tak koi jiye?
Saanson mein jhankaar ho toh diye jal uthte hain
Jhanjharon mein, kanganon mein diye jal uthte hain
Aaja piya, hmm, jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein zindgaani
Bitani tere saaye mein, saaye mein…
Saaye mein, saaye, tere saaye mein, saaye
Tere saaye mein, saaye tere…
Saaye mein, saaye, tere saaye mein, saaye
Tere saaye mein, saaye tere…
Saaye mein, saaye, tere saaye mein, saaye
Tere saaye mein, saaye tere…
Saaye mein, saaye, tere saaye mein, saaye
Tere saaye mein, saaye tere… (Bitani zindgaani)
आज अगर मिलन की रात होती
जाने क्या बात होती, तो क्या बात होती
सुनते हैं जब प्यार हो तो दीए जल उठते हैं
तन में, मन में और नयन में दीए जल उठते हैं
आजा पिया, आजा
आजा पिया, आजा, हो
आजा पिया, आजा
तेरे ही, तेरे ही लिए जलते दीए
बितानी तेरे साए में, साए में ज़िंदगानी
बितानी तेरे साए में, साए में…
कभी-कभी…
कभी-कभी ऐसे दीयों से लग है जाती आग भी
धुले-धुले से आँचलों पे लग हैं जाते दाग भी
है वीरानों में बदलते देखे मन के बाग़ भी
सपनों में शृंगार हो तो दीए जल उठते हैं
ख़्वाहिशों के और शरम के दीए जल उठते हैं
आजा पिया, आजा
तेरे ही, तेरे ही लिए जलते दीए
बितानी तेरे साए में, साए में ज़िंदगानी
बितानी तेरे साए में, साए में…
मेरा नहीं…
मेरा नहीं है वो दीया जो जल रहा है मेरे लिए
मेरी तरफ़ क्यूँ ये उजाले आए हैं? इनको रोकिए
यूँ बेगानी रोशनी में कब तलक कोई जिए?
साँसों में झंकार हो तो दीए जल उठते हैं
झाँझरों में, कँगनों में दीए जल उठते हैं
आजा पिया, hmm, जलते दीए
बितानी तेरे साए में, साए में ज़िंदगानी
बितानी तेरे साए में, साए में…
साए में, साए, तेरे साए में, साए
तेरे साए में, साए तेरे…
साए में, साए, तेरे साए में, साए
तेरे साए में, साए तेरे…
साए में, साए, तेरे साए में, साए
तेरे साए में, साए तेरे…
साए में, साए, तेरे साए में, साए
तेरे साए में, साए तेरे… (बितानी ज़िंदगानी)
