Dua Bhi Lage Na Mujhe Lyrics

Lyrics & meaning

Dil Ko Karaar Aaya

Neha Kakkar

FromSukoon ReleasedJuly 31, 2020

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Dua bhi lage na mujhe, dawa bhi lage na mujhe
Jab se dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri, chaahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune yoon thaga hai

Jab saansein bharoon main
Band aankhein karoon main
Nazar tu yaar aaya

Dil ko karaar aaya, tujhpe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara
Dil ko karaar aaya, tujhpe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara

Har roz poochein yeh hawaayein, hum toh bata ke haare
Kyun zikar tera karte hain hum sitaare?
Har roz poochein yeh hawaayein, hum toh bata ke haare
Kyun zikar tera karte hain hum sitaare?

Ab kisse hain tere
In honthon pe mere izhaar aaya, yaara

Dil ko karaar aaya, tujhpe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara
Dil ko karaar aaya, tujhpe hai pyaar aaya
Pehli-pehli baar aaya, oh, yaara