
Lyrics & meaning
Ghalib Hona Hai
Armaan MalikSanjay Leela Bhansali
Choose your script
Read the Song Lyrics
Ishq teri aankhon mein likha
Aa, ishq teri aankhon mein likha, padhne de zara
Humko bhi Ghalib hona hai
Humko bhi Ghalib hona hai
Inn ghazalon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha, padhne de zara
Humko bhi Ghalib hona hai
Humko bhi Ghalib hona hai
Inn ghazalon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha
Ghazalein hum tujhpe likhte rahein
Ho, ghazalein hum tujhpe likhte rahein
Shayar ban-ban ke ugte rahein
Tera chehra koi kitaab sa hai
Tera milna koi khwaab sa hai
Iss khwaab mein khud ko dubona hai
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Ishq teri aankhon mein likha
Tere honthon se sher baraste hain
Ho, tere honthon se sher baraste hain
Hum baaton ko teri taraste hain
Tera humse kalaam jo ho jaaye
Toh humara naam bhi ho jaaye
Teri palkon mein khud ko pirona hai
Ishq teri aankhon mein likha, padhne de zara
Humko bhi Ghalib hona hai
Humko bhi Ghalib hona hai
Inn ghazalon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
आ, इश्क़ तेरी आँखों में लिखा, पढ़ने दे ज़रा
हमको भी ग़ालिब होना है
हमको भी ग़ालिब होना है
इन ग़ज़लों सी आँखों में खोना है
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा, पढ़ने दे ज़रा
हमको भी ग़ालिब होना है
हमको भी ग़ालिब होना है
इन ग़ज़लों सी आँखों में खोना है
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
ग़ज़लें हम तुझपे लिखते रहें
हो, ग़ज़लें हम तुझपे लिखते रहें
शायर बन-बन के उगते रहें
तेरा चेहरा कोई किताब सा है
तेरा मिलना कोई ख़्वाब सा है
इस ख़्वाब में ख़ुद को डुबोना है
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
पढ़ने दे ज़रा
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
तेरे होंठों से शेर बरसते हैं
हो, तेरे होंठों से शेर बरसते हैं
हम बातों को तेरी तरसते हैं
तेरा हमसे कलाम जो हो जाए
तो हमारा नाम भी हो जाए
तेरी पलकों में ख़ुद को पिरोना है
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा, पढ़ने दे ज़रा
हमको भी ग़ालिब होना है
हमको भी ग़ालिब होना है
इन ग़ज़लों सी आँखों में खोना है
इश्क़ तेरी आँखों में लिखा
