
Lyrics & meaning
Ek Dil Ek Jaan
Choose your script
Read the Song Lyrics
Ek dil hai, ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek main hoon, ek imaan hai
Dono tujhpe, haan, tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek dil hai
Ishq bhi tu, mera pyar bhi tu
Meri baat, zaat, jazbaat bhi tu
Parwaz bhi tu, rooh-e-saaz bhi tu
Meri saans, nabz aur hayaat bhi tu
Mera raaz bhi tu, pukhraj bhi tu
Meri aas, pyaas aur libaas bhi tu
Meri jeet bhi tu, meri haar bhi tu
Mera taaj, raaj aur mizaaj bhi tu
Mere ishq ke har maqam mein
Har subah mein, har shaam mein
Ek rutba hai, ek shaan hai
Dono tujhpe, haan, tujhpe
Dono tujhpe, haan, tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain
Ek dil hai, ek jaan hai
Dono tujhpe…
Dono tujhpe qurbaan hain
एक दिल है, एक जान है
दोनों तुझपे…
दोनों तुझपे क़ुर्बान हैं
एक मैं हूँ, एक ईमान है
दोनों तुझपे, हाँ, तुझपे
दोनों तुझपे क़ुर्बान हैं
एक दिल है
इश्क़ भी तू, मेरा प्यार भी तू
मेरी बात, ज़ात, जज़्बात भी तू
परवाज़ भी तू, रूह-ए-साज़ भी तू
मेरी साँस, नब्ज़ और हयात भी तू
मेरा राज़ भी तू, पुखराज भी तू
मेरी आस, प्यास और लिबास भी तू
मेरी जीत भी तू, मेरी हार भी तू
मेरा ताज, राज और मिज़ाज भी तू
मेरे इश्क़ के हर मक़ाम में
हर सुबह में, हर शाम में
एक रुत्बा है, एक शान है
दोनों तुझपे, हाँ, तुझपे
दोनों तुझपे, हाँ, तुझपे
दोनों तुझपे क़ुर्बान हैं
एक दिल है, एक जान है
दोनों तुझपे…
दोनों तुझपे क़ुर्बान हैं
