jadu salona lyrics amit trivedi

Lyrics & meaning

Jaan Leke Gayi

GenreIndian Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Jaan leke gayi aur jahaan leke gayi
Jab se gayi, zindagi se praan leke gayi
Jaan leke gayi aur jahaan leke gayi
Jab se gayi, zindagi se praan leke gayi

Dil aur dimaag dono kaam na karein
Bas usi ke baare mein yeh sochta rahe
Ho gayi hai dheemi yeh zindagi kameeni
Mauj ka yeh dekh sab saaman leke gayi
Leke gayi

Jaan leke gayi aur jahaan leke gayi
Jab se gayi, zindagi se praan leke gayi
Señorita, señorita, señorita

Yeh kisse poochein? Yeh kaise jaanein?
Ho raha hai jo, sach kaise maanein?
Oh, yeh kisse poochein? Yeh kaise jaanein?
Ho raha hai jo, sach kaise maanein?
Jaane-pehchaane hain sab bahaane
Tasalli dil ko dene ke hain sab fasaane

100 kahoon main dil ko, dil yeh meri na sune
Apni mauj mein na jaane sapne kyun bune

Ziddi yeh hateela, pee raha tequila
Le gayi suhaane din aur raat deke gayi
Deke gayi, uff

Jaan leke gayi aur jahaan leke gayi
Jab se gayi, zindagi se praan leke gayi
Jaan leke gayi aur jahaan leke gayi
Jab se gayi, zindagi se praan leke gayi
Señorita, señorita, hat saali