
Choose your script
Read the Song Lyrics
Tere-mere beech ka saath jo tha
Ek naye khwaab sa ehsaas woh tha
Tere-mere beech ka saath jo tha
Ek naye khwaab sa ehsaas woh tha
Ke aankhein jhukti thi
Baatein rukti thi tere liye
Raatein jagti thi
Shaamein takti thi tere liye
Kabhi paas bula ke
Mujhe chup ke se sula ke
Ab le chalo khwaabon ke mele mein
Ab le chalo khwaabon ke mele mein
Le chalo khwaabon ke mele mein
Chal kho chalein hum-tum akele mein
Raatein meri sooni si
Ankahi-adhoori si
Tere hone mein woh ehsaas hai
Har lamha tu mere paas hai
Ek taara jaise toota tha
Phir rab se maine tujhe maanga tha, haan
Kabhi paas bula ke
Mujhe chup ke se sula ke
Ab le chalo khwaabon ke mele mein
Ab le chalo khwaabon ke mele mein
Le chalo khwaabon ke mele mein
Chal kho chalein hum-tum akele mein
तेरे-मेरे बीच का साथ जो था
एक नए ख़्वाब सा एहसास वो था
तेरे-मेरे बीच का साथ जो था
एक नए ख़्वाब सा एहसास वो था
कि आँखें झुकती थीं
बातें रुकती थीं तेरे लिए
रातें जगती थीं
शामें तकती थीं तेरे लिए
कभी पास बुला के
मुझे चुप के से सुला के
अब ले चलो ख़्वाबों के मेले में
अब ले चलो ख़्वाबों के मेले में
ले चलो ख़्वाबों के मेले में
चल खो चलें हम-तुम अकेले में
रातें मेरी सूनी सी
अनकही-अधूरी सी
तेरे होने में वो एहसास है
हर लम्हा तू मेरे पास है
एक तारा जैसे टूटा था
फिर रब से मैंने तुझे माँगा था, हाँ
कभी पास बुला के
मुझे चुप के से सुला के
अब ले चलो ख़्वाबों के मेले में
अब ले चलो ख़्वाबों के मेले में
ले चलो ख़्वाबों के मेले में
चल खो चलें हम-तुम अकेले में
