Arey, daulat ya shohrat, dua loge tum?
Ya koi mehel naya loge tum?
Arey, daulat ya shohrat, dua loge tum?
Ya koi mehel naya loge tum?
Yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, meri zindagi se jaane ka kya loge tum?
Meri zindagi se jaane ka kya loge tum?
Meri zindagi se jaane ka kya loge tum?
Yeh chaand ya taare, hawa loge tum?
Ya likhne ki meri kala loge tum?
Yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, meri zindagi se jaane ka…
Arey, kuch toh bol, muh toh khol
Pyaar bhi dhoondh ke de denge
Arey, kuch toh bol, muh toh khol
Pyaar bhi dhoondh ke de denge
Aur kya kar dein?
Tujhko hum naya yaar bhi dhoondh ke de denge
Aur kya kar dein?
Tujhko hum naya yaar bhi dhoondh ke…
Ho, mujhko yoon jaldi bhula loge tum
Ho, jab gairon se nazrein mila loge tum
Yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, meri zindagi se jaane ka…
Lawaaris hai pyaar tera, ghar-baar koi nahi
Tu dushman hai ab mera, yaar-waar koi nahi
Oh, sanki hai, paagal hai, paagal banata hai
Jaise maine chhoda, mujhe aankhein yoon dikhaata hai
Oh, pata nahi kya chaahta hai, maan thodi de denge
Jaan hai toh kya hua? Jaan thodi de denge
Ho, mera bhi zameer hai, aisa thodi hota hai
Zindagi mein har cheez paisa thodi hota hai
Oh, ishq bhi koi cheez hai, khuda eh gawaah hai
Oh, ja, Jaani, tujhe meri yeh baddua hai
Ke chahoge jisko, gawa loge tum
Jo karte ho shayari, bhula loge tum
Yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, yaar mere, tu bata de mujhe
Oh, meri zindagi se jaane ka kya loge tum?
Meri zindagi se jaane ka kya loge tum?
Meri zindagi se jaane ka kya loge tum?
Ho, meri zindagi se jaane ka kya loge tum?