Likhta Hun
Main sochta hoon raat-bhar
likhta hun phir aankh bhar
Kisi ke aane pe kabhi
Kisi ke jaane pe kabhi
Kabhi kisi pahaad pe
Sheher ke shor mein kabhi
Main sochta hoon raat-bhar
Likhta hun phir aankh bhar
Zindagi ki dhoop-chhanv par
Kabhi gehre kisi ghaav par
Logon par, samaaj par
Mere pyaare se uss gaanv par
Main sochta hoon raat-bhar
Likhta hun phir aankh bhar
Kabhi kisi ki yaad mein
Kabhi kisi ke saath mein
Kabhi kisi kitaab pe
Kabhi kisi ke haath pe
Main sochta hoon raat-bhar
Likhta hun phir aankh bhar
Likhta hun phir aankh bhar
मैं सोचता हूँ रात-भर
लिखता हूँ फिर आँख भर
किसी के आने पे कभी
किसी के जाने पे कभी
कभी किसी पहाड़ पे
शहर के शोर में कभी
मैं सोचता हूँ रात-भर
लिखता हूँ फिर आँख भर
ज़िंदगी की धूप-छाँव पर
कभी गहरे किसी घाव पर
लोगों पर, समाज पर
मेरे प्यारे से उस गाँव पर
मैं सोचता हूँ रात-भर
लिखता हूँ फिर आँख भर
कभी किसी की याद में
कभी किसी के साथ में
कभी किसी किताब पे
कभी किसी के हाथ पे
मैं सोचता हूँ रात-भर
लिखता हूँ फिर आँख भर
लिखता हूँ फिर आँख भर