
Lyrics & meaning
Mere Nishaan
Choose your script
Read the Song Lyrics
Main toh nahi hoon insano mein
Bikta hoon main toh in dukaano mein
Main toh nahi hoon insano mein
Bikta hoon main toh in dukaano mein
Duniya banai maine haathon se
Mitti se nahi, jazbaaton se
Phir raha hoon dhoondhta
Mere nishaan hain kahan? Mere nishaan hain kahan? Mere nishaan…
Ho-ho-ho, mere nishaan (mere nishaan)
Ho-ho-ho, ho-ho, mere nishaan (mere nishaan)
Tera hi saaya banke tere saath chala hoon main
Jab dhoop aayi tere sar pe to chhaav ban gaya hoon main
Tera hi saaya banke tere saath chala hoon main
Jab dhoop aayi tere sar pe to chhaav ban gaya hoon main
Raahon mein teri raha hoon main hamsafar ki tarah
Uljha hoon phir bhi tu ujalon mein
Dhoondhe sawaalon ko jawabon mein
Khoya hua hoon tu kahan? Tu kahan?
Mere nishaan hain kahan? Mere nishaan hain kahan? Mere nishaan…
Ho-ho-ho, mere nishaan (mere nishaan)
Ho-ho-ho, ho-ho, mere nishaan (mere nishaan)
Mujhse bane hain ye panchhi, ye behta paani
Leke zameen se aasman tak meri hi kahani
Mujhse bane hain ye panchhi, ye behta paani
Leke zameen se aasman tak meri hi kahani
Tu bhi hai mujhse bana, baante mujhe kyun yahan?
Meri banayi taqdeerein hain (taqdeerein hain)
Saanso bhari ye tasveerein hain
Phir bhi hain kyun bezubaan? Bezubaan
Mere nishaan hain kahan? (Mere nishaan hain kahan?)
Mere nishaan hain kahan? (Mere nishaan…), mere nishaan…
Ho-ho-ho, mere nishaan (mere nishaan)
Ho-ho-ho, ho-ho, mere nishaan (mere nishaan)
मैं तो नहीं हूँ इंसानों में
बिकता हूँ मैं तो इन दुकानों में
मैं तो नहीं हूँ इंसानों में
बिकता हूँ मैं तो इन दुकानों में
दुनिया बनाई मैंने हाथों से
मिट्टी से नहीं, जज़्बातों से
फिर रहा हूँ ढूँढता
मेरे निशाँ हैं कहाँ? मेरे निशाँ हैं कहाँ? मेरे निशाँ…
हो-हो-हो, मेरे निशाँ (मेरे निशाँ)
हो-हो-हो, हो-हो, मेरे निशाँ (मेरे निशाँ)
तेरा ही साया बनके तेरे साथ चला मैं
जब धूप आई तेरे सर पे तो छाँव बना मैं
तेरा ही साया बनके तेरे साथ चला मैं
जब धूप आई तेरे सर पे तो छाँव बना मैं
राहों में तेरी रहा मैं हमसफ़र की तरह
उलझा है फिर भी तू उजालों में
ढूँढे सवालों को जवाबों में
खोया हुआ है तू कहाँ? (तू कहाँ)
मेरे निशाँ हैं कहाँ? मेरे निशाँ हैं कहाँ? मेरे निशाँ…
हो-हो-हो, मेरे निशाँ (मेरे निशाँ)
हो-हो-हो, हो-हो, मेरे निशाँ (मेरे निशाँ)
मुझसे बने हैं ये पंछी, ये बहता पानी
लेके ज़मीं से आसमाँ तक मेरी ही कहानी
मुझसे बने हैं ये पंछी, ये बहता पानी
लेके ज़मीं से आसमाँ तक मेरी ही कहानी
तू भी है मुझसे बना, बाँटे मुझे क्यूँ यहाँ?
मेरी बनाई तक़दीरें हैं (तक़दीरें हैं)
साँसों-भरी ये तस्वीरें हैं
फिर भी हैं क्यूँ बेज़ुबाँ? (बेज़ुबाँ)
मेरे निशाँ हैं कहाँ? (मेरे निशाँ हैं कहाँ?)
मेरे निशाँ हैं कहाँ? (मेरे निशाँ…), मेरे निशाँ…
हो-हो-हो, मेरे निशाँ (मेरे निशाँ)
हो-हो-हो, हो-हो, मेरे निशाँ (मेरे निशाँ)
