
Choose your script
Read the Song Lyrics
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
Khaali thi dil ki daali
Dil ka kamra tha khaali
Teri khushboo hai isko bhar gayi
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
Poochun kisi se, kisi se bhi tere baare mein
Hain saare adab se baatein karein tere baare mein
Teri khumaari aisi chadhi hai
Mujhko toh ab na meri padi hai
Chanda mein tu dikhe, tu dikhe har taare mein
Doriyan tujhse baandhun, duayein teri maangun
Saare bhagvano ke main ghar gayi
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
Naino se dil mein hai utar gayi
Masoomiyat teri yeh kar gayi
नैनों से दिल में है उतर गई
मासूमियत तेरी ये कर गई
ख़ाली थी दिल की डाली
दिल का कमरा था ख़ाली
तेरी ख़ुशबू है इसको भर गई
नैनों से दिल में है उतर गई
मासूमियत तेरी ये कर गई
पूछूँ किसी से, किसी से भी तेरे बारे में
हैं सारे अदब से बातें करें तेरे बारे में
तेरी ख़ुमारी ऐसी चढ़ी है
मुझको तो अब ना मेरी पड़ी है
चंदा में तू दिखे, तू दिखे हर तारे में
डोरियाँ तुझसे बाँधूँ, दुआएँ तेरी माँगूँ
सारे भगवानों के मैं घर गई
नैनों से दिल में है उतर गई
मासूमियत तेरी ये कर गई
नैनों से दिल में है उतर गई
मासूमियत तेरी ये कर गई
