Tu Jo Nahin

Lyrics & meaning

Tu Jo Nahin

Glenn John

FromWoh Lamhe Released30 May, 2011

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hai, haseen hai
Tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hai, haseen hai
Tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

Mujhe phir tabaah kar, mujhe phir rula ja
Sitam karne waali kahin se tu aaja
Mujhe phir tabaah kar, mujhe phir rula ja
Sitam karne waali kahin se tu aaja
Kahin se tu aaja

Aankhon mein teri soorat basi hai
Teri hi tarah tera gham bhi hasin hai
Tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hai, haseen hai
Tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

Jidhar bhi ye dekhein, jahaan bhi ye jaayein
Tujhe dhoondhti hain ye paagal nigaahein
Jidhar bhi ye dekhein, jahaan bhi ye jaayein
Tujhe dhoondhti hain ye paagal nigaahein
Yeh paagal nigaahein

Main zinda hoon lekin kahaan zindagi hai?
Meri zindagi tu kahaan kho gayi hai?
Tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hai, haseen hai