Mera yaar hans raha hai lyrics

Lyrics & meaning

Baarish Ki Jaaye

GenreIndian Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Yeh suraj se bhi keh do ke apni aag bujha ke kare
Yeh suraj se bhi keh do ke apni aag bujha ke kare
Agar mujhse baatein karni hai toh phir nazar jhuka ke kare
To phir nazar jhuka ke kare

Taare uske hath mein hone hi chahiye
Jugnu uske sath mein sone hi chahiye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye

Aye khuda, tu bol de tere badlon ko
Aye khuda, tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai, baarish ki jaaye

Yeh suraj se bhi keh do ke apni aag bujha ke kare
Agar us se baatein hain karni toh nazarein jhuka ke kare
Yeh suraj se bhi keh do ke apni aag bujha ke kare
Agar us se baatein hain karni toh nazarein jhuka ke kare

Mohabbate Jaani ki poori khwaahish ki jaye
Mohabbate Jaani ki poori khwaahish ki jaye

Aye khuda, tu bol de tere badlon ko
Aye khuda, tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai, baarish ki jaaye

Haye aashik hoon jaane mein kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein kitna waqt lagta hai
Dekha use to yeh malum hua
Ki jannat ko paane mein kitna waqt lagta hai

Yeh zamana jaane na kya kara sakti hai
Oh, yaar mere ki nazrein hain, dariya duba sakti hai

Uska bas chale to sara dariya pee jaaye
Uska bas chale to sara dariya pee jaaye

Aye khuda, aye khuda…
Aye khuda, tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai, baarish ki jaaye

Aye khuda, tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Baarish ki jaaye

Na duniya ke liye likhte, na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte, na mere liye likhte
Haha! Ghalib zinda hote to tere liye likhte
Ghalib zinda hote to tere liye likhte
(Tere liye likhte, tere liye likhte)