Lyrics & meaning
Aaye Ho Meri Zindagi Mein – Female Version
Choose your script
Read the Song Lyrics
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar banke

Mere dil mein yoon hi rehna, haaye
Mere dil mein yoon hi rehna tum pyaar-pyaar banke

Aankhon mein tum base ho sapne hazaar banke

Mere saathi, mere saajan, mere saath yoon hi chalna

Badlega rang zamana, par tum nahi badalna
Meri maang yoon hi bharna, taare hazaar banke
Meri maang yoon hi bharna, taare hazaar banke
Mere dil mein yoon hi rehna, haaye
Mere dil mein yoon hi rehna tum pyaar-pyaar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar banke
‘Gar main jo rooth jaun toh tum mujhe manaana

Thaama hai haath mera, phir umr-bhar nibhaana
Mujhe chhod ke na jaana vaade hazaar karke
Mujhe chhod ke na jaana vaade hazaar karke
Mere dil mein yoon hi rehna, haaye
Mere dil mein yoon hi rehna tum pyaar-pyaar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar banke
Mere dil mein yoon hi rehna, haaye
Mere dil mein yoon hi rehna tum pyaar-pyaar banke
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar banke
आए हो मेरी ज़िंदगी में तुम बहार बनके
आए हो मेरी ज़िंदगी में तुम बहार बनके
आए हो मेरी ज़िंदगी में तुम बहार बनके
मेरे दिल में यूँ ही रहना, हाय
मेरे दिल में यूँ ही रहना तुम प्यार-प्यार बनके
आए हो मेरी ज़िंदगी में तुम बहार बनके
आँखों में तुम बसे हो सपने हज़ार बनके

मेरे साथी, मेरे साजन, मेरे साथ यूँ ही चलना

बदलेगा रंग ज़माना, पर तुम नहीं बदलना
मेरी माँग यूँ ही भरना तारे हज़ार बनके
मेरी माँग यूँ ही भरना तारे हज़ार बनके
मेरे दिल में यूँ ही रहना, हाय
मेरे दिल में यूँ ही रहना तुम प्यार-प्यार बनके
आए हो मेरी ज़िंदगी में तुम बहार बनके
‘गर मैं जो रूठ जाऊँ तो तुम मुझे मनाना
‘गर मैं जो रूठ जाऊँ तो तुम मुझे मनाना
थामा है हाथ मेरा फिर उम्र-भर निभाना
मुझे छोड़ के ना जाना वादे हज़ार करके