Main nikli jo bazaar mein toh ghoore woh mujhe
Maine palat ke usko poocha, “Bhai, kya dikkat hai tujhe?”
Main nikli jo bazaar mein toh ghoore woh mujhe
Maine palat ke usko poocha, “Bhai, kya dikkat hai tujhe?”
Usne mujhko paas bulaya, paas bula ke saath bithaya
Baith ke humne kar li thodi baat, phir…
Hahaha! Phir mummy, teri morni ko mor le gaya
Dil hi toh bacha tha, jo woh chor le gaya
Haan, mummy, teri morni ko mor le gaya
Arey, dil hi toh bacha tha, jo woh chor le gaya, haan
Mere aage-peeche dole, meethi-meeti baatein woh bole
Raaz apne dil ke khole, jude dil ke taar
Facebook par stalk bhi karta, ghar ke baahar walk bhi karta
Roz mujhko bheje flower, kaise na ho pyaar?
Main baat kahun, chaahe raaz rakhun, woh jaane dil ke paar
Neendon ko chura ke khaali raat de gaya
Arey, dil hi toh bacha tha, jo woh saath le gaya
Mummy, teri morni ko mor le gaya
Arey, dil hi toh bacha tha, jo woh chor le gaya, haaye
Yeah, yeah
Raat-bhar miss call woh maare, mutual kare friends woh saare
“Jaanu-jaanu” keh ke bole, “Mil toh lo ek baar”
Apne future plan sunata, oonche-oonche khwaab dikhata
Kehta, “London-Paris chalte hain hum-tum ek baar”
Main shaam kahun, chaahe raat kahun, woh maane har ek baat
Baaton hi baaton mein mera haath le gaya
Arey, dil hi toh bacha tha, jo woh saath le gaya, haan
Mummy, teri morni ko mor le gaya
Dil hi toh bacha tha, jo woh chor le gaya, haan