Mubarak Ho Tumko Janamdin Tumhara Lyrics

Lyrics & meaning

Mubarak Ho Tumko Janamdin

Harish Moyal

ReleasedJuly 28, 2022 GenreSoundtrack

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Dua tumko deta jahan aaj saara
Dua tumko deta jahan aaj saara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara
Dua tumko deta jahan aaj saara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara

Hum sabki aasha, ho khushiyan humari
Hum sabki aasha, ho khushiyan humari
Har khubi Rab ne hai aap mein utaari
Hum sabki aasha, ho khushiyan humari
Har khubi Rab ne hai aap mein utaari

Hai khushboo tumhari jyon amrit ki dhaara
Hai khushboo tumhari jyon amrit ki dhaara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara

Salamat raho tum, hai Rab se guzarish
Salamat raho tum, hai Rab se guzarish
Sone ke phoolon ki ho tum pe barish
Salamat raho tum, hai Rab se guzarish
Sone ke phoolon ki ho tum pe barish

Duniya ka sukh tumko mil jaaye saara
Duniya ka sukh tumko mil jaaye saara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara

Pasand ka tumhari ho har ek nazara
Pasand ka tumhari ho har ek nazara
Rutba ho ooncha jahan mein tumhara
Pasand ka tumhari ho har ek nazara
Rutba ho ooncha jahan mein tumhara

Na ho aapke bin Khuda ka guzara
Na ho aapke bin Khuda ka guzara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara

Dua tumko deta jahan aaj saara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara
Mubarak ho tumko janamdin tumhara