Choose your script
Read the Song Lyrics
Abhi-abhi to mile the, phir juda ho gaye
Kya thi meri khata? Tum saza ho gaye
Mujhe khone ke baad ek din tum mujhe yaad karoge
Phir dekhna milne ki mujhse tum fariyaad karoge

Mulaqatein adhuri rahi
Mukammal karunga, ye wada raha
Tanhaiyon se bhi main teri
Baatein karunga, ye wada raha
Tera zikr jisme hua na ho
Mere paas aisa lamha na ho
Maine jisme tujhko manga nahi
Mere lab pe aisi dua na ho, ba-khuda
Mujhe khone ke baad ek din tum mujhe yaad karoge
Phir dekhna milne ki mujhse tum fariyaad karoge
Mujhe khone ke baad ek din tum mujhe yaad karoge
Phir dekhna milne ki mujhse tum fariyaad karoge
अभी-अभी तो मिले थे, फिर जुदा हो गए
क्या थी मेरी ख़ता? तुम सज़ा हो गए
मुझे खोने के बाद एक दिन तुम मुझे याद करोगे
फिर देखना मिलने की मुझसे तुम फ़रियाद करोगे

मुलाक़ातें अधूरी रहीं
मुक़म्मल करूँगा, ये वादा रहा
तन्हाइयों से भी मैं तेरी
बातें करूँगा, ये वादा रहा
तेरा ज़िक्र जिसमें हुआ ना हो
मेरे पास ऐसा लम्हा ना हो
मैंने जिसमें तुझको माँगा नहीं
मेरे लब पे ऐसी दुआ ना हो, बाख़ुदा