Agle gaane ki farmaish Billu, Munni aur Shams ki
Rampur, Meerut aur Etawah se
Sangeet hai Sohail Sen ka, bol hain Dr. Irshad Kamil ke
Pesh karte hain har aashiq ke dil ko kuredne wala gaana
“Kaisa ye isq hai? Ajab sa risk hai”
Koi bole, “Dariya hai” (Kaisa-kaisa hai isq?)
Koi maane sehra hai (Kaisa-kaisa hai isq?)
Koi bole, “Dariya hai” (Kaisa-kaisa hai isq?)
Koi maane sehra hai (Kaisa-kaisa hai isq?)
Koi sone sa tole re, koi maati sa bole re
Koi bole ke chandi ka hai chhura
Hota aise ye mauqe pe, roka jaaye na roke se
Achchha hota hai, hota hai ye bura
Kaisa ye isq hai? Ajab sa risk hai
Kaisa ye isq hai? Ajab sa risk hai
(Ajab sa risk hai)
Kaisa isq hai?
Kaisa isq hai?
Kaisa isq hai?
Muskilon mein ye daale, jo bhi chaahe kara le
Badle ye dilon ke faisle
Man ka mauji isq toh ji
Albeli si raahon pe le chale
Muskilon mein ye daale, jo bhi chaahe kara le
Badle ye dilon ke faisle
Man ka mauji isq toh ji
Albeli si raahon pe le chale
Koi peeche na aage hai, phir bhi jaane kyun bhaage hai
Mara isqe ka, isqe ka dil mera (dil mera)
Iske-uske ye hisse mein, tere-mere ye qisse mein
Maula, seekhe bin, seekhe bin de sikha
Kaisa ye isq hai? Ajab sa risk hai
Kaisa ye isq hai? Ajab sa risk hai
Ga ga ga ga ga ma ga
Ga ga ga ga ga ma ga
Ga ga ga ga ga ma ga re sa re ga re
Naina lage to jaage, bina dori ya dhaage
Bandhte hain do naina khwaab se
Na ata ho, na pata ho
Kore nainon mein koi aa base
Naina lage to jaage, bina dori ya dhaage
Bandhte hain do naina khwaab se
Na ata ho, na pata ho
Kore nainon mein koi aa base
Iska-uska na iska hai, jaane kitna hai, kiska hai
Kaisi bhaasa mein, bhaasa mein hai likha? (Ishq ye)
Iske-uske ye hisse mein, tere-mere ye qisse mein
Maula, seekhe bin, seekhe bin de sikha
Kaisa ye isq hai? Ajab sa risk hai (Isq hai)
Kaisa ye isq hai? Ajab sa risk hai