Mera dil kahin door pahadon mein kho gaya

Ussey mile hue mujh ko toh arsaa ho gaya

Arey, koi toh jaao, usko bulao
Arey, koi toh jaao, usko bulao
Na maane toh usko daant bhi lagao
Mera dil kahin door pahadon mein kho gaya
Mera dil kahin door pahadon mein kho gaya
Ussey mile hue mujh ko toh arsaa ho gaya
Sapno mein mere woh roz aata aur jaata hai
Sang woh apne mujh ko bhi roz bulata hai

Ab kaise bataun in shehron ka ho gaya hoon?
Iss bheed-bhaad mein kahin kho gaya hoon
Mera dil (mera dil) kahin door (kahin door)
Pahadon mein kho gaya (kho gaya)
Mera dil (mera dil) kahin door (kahin door)
Pahadon mein kho gaya