Aage-aage chalun main, peeche meri zindagi
Thoda sa jee loon aaj, marzi hai meri
Kachche-kachche raston pe zindagi hai tedhi si
Roshan hai raat aur subah meri andheri si
Beete lamhon ko bhula ke
Pal thode se chura ke
Beete lamhon ko bhula ke
Pal thode se chura ke
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye
Shaamein hain kaali si koi syaahi
Likh do issey tumhari kahani
Tum ho musafir aur zindagi safar
Tukdo mein jaise kahani hai bati
Shaamein hain kaali si koi syaahi
Likh do issey tumhari kahani
Tum ho musafir aur zindagi safar
Tukdo mein jaise kahani hai bati
Lambe-lambe raaston pe zindagi hai chhoti si
Iss pal ko jee lo, jaise pal hai koi aakhri
Beete lamhon ko bhula ke
Pal thode se chura ke
Beete lamhon ko bhula ke
Pal thode se chura ke
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye
Pal dheere-dheere behta jaaye-jaaye