Kehte hain, khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye”
Tera milna hai uss rab ka ishara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaanein? Humein kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah yahi hai, marna isi ke liye
Kehte hain, “Khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye”
Hmm, Meherbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya
Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazaara mila, roshan sitara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hain jaise zindagi ke liye
Teri sohbat men duayein hain usi ke liye