Saturday, November 16, 2024

Hum Sab Jain Hai

Rahe Hum Mahaveer Ke Hi Bankar Lyrics | Rahe Hum Mahaveer Ke Hi Bankar Lyrics in Hindi

Rahe Hum Mahaveer Ke Hi Bankar (रहें हम महावीर के ही बनकर) is a heartfelt Hindi song performed by Vicky D. Parekh and Devyani Kothari. The lyrics of the song, penned by Kavi Pradeep Dhalawat and Devyani Kothari, carry deep emotions and reflect the essence of Mahaveer’s teachings. Himanshu Jain and Krishna Pawar have skillfully arranged the music, creating a melodic composition that resonates with the listeners. The song draws inspiration from the renowned melody “Mera Bhola Hai Bhandari” by Hansraj Raghuwanshi, infusing it with a unique touch. Through its poignant lyrics and soulful music, “Rahe Hum Mahaveer Ke Hi Bankar” pays homage to Mahaveer, inviting listeners to reflect on his ideals and incorporate them into their own lives. Vicky D. Parekh’s Rahe Hum Mahaveer Ke Hi Bankar lyrics in Hindi and in English are provided below.

Listen to the complete track on Amazon Music

Romanized Script
Native Script

Prabhu veer ne mukti ka path dikhaya
Path ko humne hi panth banaya
Path ke upar ek bindu lagaya
Bindu mein uljhe, sindhu bhulaya

Iss panthvaad ne humein kahan tak pahunchaya
Kisse jeete hum?
Humne kise haraaya? Humne kise haraaya?

Rahein hum Mahaveer ke hi bankar
Na shwetaambar, na digambar
Hum Jain hain, kaho hum Jain hain

Rahein hum Mahaveer ke hi bankar
Na shwetaambar, na digambar
Hum Jain hain, kaho hum Jain hain

Oh, lekar punya ka yeh saagar
Janmein Jain kul ke andar
Hum Jain hain, kaho hum Jain hain
Dharam se Jain hain, karam se Jain hain

Santon ka, granthon ka humne saar nahi jaana
Anek mat bana diye, anekaant nahi jaana

Jain vaani ka marm na jaana
Kriyaon ko hi hai dharma maana
Yeh sant tera, woh panth mera
Dilon mein dekha hai bhed gehra
(Dilon mein dekha hai bhed gehra)

Gyaan ek hai, ek hai darshan
Ek hai jhanda, ek hai aagam
Satya-ahinsa beej humaare
Ek hi hain niyam yeh saare
(Ek hi hain niyam yeh saare)

Ek hi namokar teerthankar
Na shwetaambar, na digambar
Hum Jain hain, kaho hum Jain hain

Rahein hum Mahaveer ke hi bankar
Na shwetaambar, na digambar
Hum Jain hain, kaho hum Jain hain
Dharam se Jain hain, karam se Jain hain

Om namo arihantaanam
Namaami Veeram, namaami Gautam
Om namo siddhaanam
Kshama veerasya bhooshanam

Om namo aayariyaanam
Ahinsa paramodharam
Om namo uvajjhaayaanam
Jain dharmostu mangalam

Namo loye savvasaahoonam
Jainam jayati shaasanam
(Jainam jayati shaasanam)

Rehna Pradeep shaavak bankar
Na shwetaambar, na digambar
Hum Jain hain, kaho hum Jain hain

Rahein hum Mahaveer ke hi bankar
Na shwetaambar, na digambar
Hum Jain hain, kaho hum Jain hain
Dharam se Jain hain, karam se Jain hain

प्रभु वीर ने मुक्ति का पथ दिखाया
पथ को हमने ही पंथ बनाया
पथ के ऊपर एक बिंदु लगाया
बिंदु में उलझे, सिंधु भुलाया

इस पंथवाद ने हमें कहाँ तक पहुँचाया
किससे जीते हम?
हमने किसे हराया? हमने किसे हराया?

रहें हम महावीर के ही बनकर
ना श्वेतांबर, ना दिगंबर
हम जैन हैं, कहो हम जैन हैं

रहें हम महावीर के ही बनकर
ना श्वेतांबर, ना दिगंबर
हम जैन हैं, कहो हम जैन हैं

ओ, लेकर पुण्य का ये सागर
जन्मे जैन कुल के अंदर
हम जैन हैं, कहो हम जैन हैं
धरम से जैन हैं, करम से जैन हैं

संतों का, ग्रंथों का हमने सार नहीं जाना
अनेक मत बना दिए, अनेकांत नहीं जाना

जैन वाणी का मर्म ना जाना
क्रियाओं को ही है धर्म माना
ये संत तेरा, वो पंथ मेरा
दिलों में देखा है भेद गहरा
(दिलों में देखा है भेद गहरा)

ज्ञान एक है, एक है दर्शन
एक है झंडा, एक है आगम
सत्य-अहिंसा बीज हमारे
एक ही हैं नियम ये सारे
(एक ही हैं नियम ये सारे)

एक ही णमोकार तीर्थंकर
ना श्वेतांबर, ना दिगंबर
हम जैन हैं, कहो हम जैन हैं

रहें हम महावीर के ही बनकर
ना श्वेतांबर, ना दिगंबर
हम जैन हैं, कहो हम जैन हैं
धरम से जैन हैं, करम से जैन हैं

ॐ नमो अरिहंताणं
नमामि वीरम्, नमामि गौतम्
ॐ नमो सिद्धाणं
क्षमा वीरस्य भूषणम्

ॐ नमो आयरियाणं
अहिंसा परमोधरम
ॐ नमो उवज्झायाणं
जैन धरमोस्तु मंगलम्

नमो लोए सव्वसाहूणं
जैनम जयति शासनम्
(जैनम जयति शासनम्)

रहना Pradeep शावक बनकर
ना श्वेतांबर, ना दिगंबर
हम जैन हैं, कहो हम जैन हैं

रहें हम महावीर के ही बनकर
ना श्वेतांबर, ना दिगंबर
हम जैन हैं, कहो हम जैन हैं
धरम से जैन हैं, करम से जैन हैं

Song Credits

Lyricist(s):
Kavi Pradeep Dhalawat, Devyani Kothari
Composer(s):
Lal Singh Rav
Music:
Himanshu Jain, Krishna Pawar
Music Label:
Vicky D. Parekh
Featuring:
Vicky D. Parekh

Official Video

You might also like

Get in Touch

12,038FansLike
13,982FollowersFollow
10,285FollowersFollow

Other Artists to Explore

Laufey

Neha Bhasin

Dhvani Bhanushali

Doja Cat

Guru Randhawa