ro rahi hu lyrics

Lyrics & meaning

Ro Rahi Hu

GenreIndian Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Teri yaad, teri yaad, teri yaad bahut aati hai
Ro rahi hoon main akeli, mujhse bhoola nahi tu jaata

Oh, naam tera yeh ashkon pe mere paani sa jo beh raha hai
Haan, pyar mera yeh samjha na tune, palkon se ye keh raha hai

Bheegein palkein har din, har din hain sookh jaati
Ro rahi hoon main akeli, mujhse bhoola nahi tu jaata
Ro rahi hoon main akeli, mujhse bhoola nahi tu jaata

Haan, soye the chain se aaqhiri kab hum, yaad bhi ab nahi hai
Kayi dafa mujhe lagta hai aisa, jaise tu yahin-kahin hai

Kaash teri jagah main hoti, tu meri tarah pachtata
Ro rahi hoon main akeli, mujhse bhoola nahi tu jaata
Ro rahi hoon main akeli, mujhse bhoola nahi tu jaata

The Music
TR Rockstar