Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari zara dekhiye
Etbaar aapke waade par kar liya
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari…
Masti mein ek haseen ko khuda keh gaye hain hum
Jo kuch bhi keh gaye hain, wajah keh gaye hain hum
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi…
Sadgi…
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to…
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari…
Waaraftagi toh dekho hamare khuloos ki
Kis sadgi se tujhko khuda keh gaye hain hum
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari…
Kis shauq…
Kis shauq, kis tamanna, kis darja sadgi se
Hum aapki shikayat karte hain aap hi se
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari…
Aye tere ataad ke roodad ho gaye hain hum
Tere ataad ke roodad ho gaye hain hum
Bade khuloos se barbaad ho gaye hain hum
…Zara dekhiye
Sadgi to hamari zara dekhiye
Etbaar aapke waade par kar liya
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari zara dekhiye
Sadgi to hamari zara dekhiye
Etbaar aapke waade par kar liya
Etbaar aapke waade par kar liya
Baat toh sirf ek raat ki thi, magar
Baat toh sirf ek raat ki thi, magar
Intezaar aapka umr-bhar kar liya
Intezaar aapka umr-bhar kar liya
Intezaar aapka umr-bhar kar liya
Kar liya, kar liya
Baat toh sirf ek raat ki thi, magar
Intezaar aapka umr-bhar…
Baat toh sirf ek raat ki thi, magar
Intezaar aapka umr-bhar kar liya
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Kam na thi, kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi
Aur paida naya dard-e-sar kar liya
Aur paida naya dard-e-sar kar liya
Log darte hain qaatil ki parchhai se
Log darte hain qaatil ki parchhai se
Humne qaatil ke dil mein bhi ghar kar liya
Log darte hain qaatil ki parchhai se
Humne qaatil ke dil mein bhi ghar kar liya
Log darte hain qaatil ki parchhai se
Humne qaatil ke dil mein bhi ghar kar liya
Aye, zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Shikva kiya sitam ka toh nam-deeda ho gaye
Tum toh zara si baat pe ranjeeda ho gaye
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka…
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Tera zulm nahi hai shaamil ‘gar meri barbadi mein
Phir yeh aankhein bheeg rahi hain kyun mere afsaane se?
तेरा ज़ुल्म नहीं है शामिल ‘गर मेरी बर्बादी में
फिर ये आँखें भीग रही हैं क्यूँ मेरे अफ़साने से?
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur…
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Meri haalat dekhkar tum kyun pareshan ho gaye?
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur…
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Aapka aisi baaton se kya vaasta?
Aapka aisi baaton se kya vaasta?
Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
Aapka aisi baaton se kya vaasta?
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aapne kis liye munh udhar kar liya?
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aapne kis liye munh udhar kar liya?
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aapne kis liye munh udhar kar liya?
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aap toh bewafa…
Jab tuloo’ aaftaab hota hai
Gham ke saagar uchhal deta hoon
Tazkara jab wafa ka hota hai
Main tumhari misaal deta hoon
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aap toh bewafa…
Aap toh…
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aap toh bewafa aur…
Kyun aankh milaai thi? Kyun aag lagayi thi?
Ab rukh kyun chhupa baithe karke mujhe deewana?
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aap toh…
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aapne kis liye munh udhar kar liya?
Aap toh bewafa aur sitamgar nahi
Aapne kis liye munh udhar kar liya?
Zindagi-bhar ke shikve-gile the bahut
Zindagi-bhar ke shikve-gile the bahut
Zindagi-bhar ke shikve-gile the bahut
Waqt itna kahan tha ke dohraate hum
Waqt itna kahan tha ke dohraate hum
Zindagi-bhar ke shikve-gile the bahut
Waqt itna kahan tha ke dohraate hum
Ek hichki mein keh daali sab daastan
Ek hichki mein keh daali sab daastan
Humne qisse ko yoon muqhtasar kar liya
Ek hichki mein keh daali sab daastan
Humne qisse ko yoon muqhtasar kar liya
Aye, beqaraari milegi, lutega sukoon
Beqaraari milegi, lutega sukoon
Beqaraari milegi, lutega sukoon
Aye, beqaraari milegi, lutega sukoon
Chain chhin jayega, neend ud jaayegi
Apna anjaam sab humko maalum tha
Apna anjaam sab humko maalum tha
Aap se dil ka sauda magar kar liya
Apna anjaam sab humko maalum tha
Aap se dil ka sauda magar kar liya
Apna anjaam sab humko maalum tha
Aap se dil ka sauda magar kar liya
Apna anjaam sab humko maalum tha
Aap se dil ka sauda magar kar liya
Aap se dil ka sauda magar kar liya
Kar liya, kar liya, kar liya
Apna anjaam sab humko maalum tha
Aap se dil ka sauda magar kar liya
Aye, zindagi ke safar mein bahut door tak
Zindagi ke safar mein bahut door tak
Zindagi ke safar mein bahut door tak
Zindagi ke safar mein bahut door tak
Jab koyi dost aaya na humko nazar
Jab koyi dost aaya na humko nazar
Humne ghabra ke tanhaiyon se saba
Humne ghabra ke tanhaiyon se saba
Ek dushman ko khud humsafar kar liya
Humne ghabra ke tanhaiyon se saba
Ek dushman ko khud humsafar kar liya
Humne ghabra ke tanhaiyon se saba
Ek dushman ko khud humsafar kar liya
Humne ghabra ke tanhaiyon se saba
Ek dushman ko khud humsafar kar liya
Sadgi to hamari zara dekhiye
Etbaar aapke waade par kar liya
Sadgi to hamari zara dekhiye
Etbaar aapke waade par kar liya