Tainu itna main pyaar karaan
Ikk pal vich 100 baar karaan
Tu jaave je mainu chhad ke
Maut da intzaar karaan
Ke tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aa ke ruke
Main tujhko kitna chaahta hoon
Yeh tu kabhi soch na sake
Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aa ke ruke
Main tujhko kitna chaahta hoon
Yeh tu kabhi soch na sake
Kuch bhi nahi hai yeh jahaan
Tu hai toh hai ismein zindagi
Kuch bhi nahi hai yeh jahaan
Tu hai toh hai ismein zindagi
Ab mujhko jaana hai kahan?
Ke tu hi safar hai aakhiri
Ke tere bina jeena mumkin nahi
Na dena kabhi mujhko tu faasle
Main tujhko kitna chaahti hoon
Yeh tu kabhi soch na sake
Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aa ke ruke
Main tujhko kitna chaahta hoon
Yeh tu kabhi soch na sake
Aankhon ki hain yeh khwahishein
Ke chehre se tere na hatein
Neendon mein meri bas tere
Khwabon ne li hain karvatein
Ke teri ore mujhko leke chalein
Yeh duniya-bhar ke sab raaste
Main tujhko kitna chaahta hoon
Yeh tu kabhi soch na sake
Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aa ke ruke
Main tujhko kitna chaahta hoon
Yeh tu kabhi soch na sake