Tu sufi hai, main fakeera
Tu pankh hai, main pakhera
Teri wajah se pehchaan hai
Tu na toh kuch na ho mera
Zara-zara sa mera hoon mujh mein
Poora-poora hoon tera
Ghula-mila sa chala jo tujh mein
Jaana jeena ho tera
Tu sufi hai, main fakeera
Yeh halki muskaane tere liye hain
Jebon mein jo bhar ke laaya
Khwabon ki khidki kar doon main tirchhi
Dil mein aane doon tera saaya
Tu chaand hai, main andhera
Tu pankh hai, main pakhera
Teri wajah se pehchaan hai
Tu na toh kuch na ho mera
Zara-zara sa mera hoon mujh mein
Poora-poora hoon tera
Ghula-mila sa chala jo tujh mein
Jaana jeena ho tera
Tu sufi hai, main fakeera
Hamesha yeh lamhein seedhe hi
Dil se taarifein teri karte rahein
Tohfe tumhari adaon se mil ke
Palkon ke neeche guzarte rahein
Tu noor hai, main woh heera
Tu pankh hai, main pakhera
Teri wajah se pehchaan hai
Tu na toh kuch na ho mera
Oh, zara-zara sa mera hoon mujh mein
Poora-poora hoon tera
Ghula-mila sa chala jo tujh mein
Jaana jeena ho tera
Tu sufi hai, main fakeera
Oh, zara-zara sa mera hoon mujh mein
Poora-poora hoon tera
Ghula-mila sa chala jo tujh mein
Jaana jeena ho tera
Tu sufi hai, main fakeera