Vaaste Lyrics in English | Vaaste Lyrics in Hindi

Lyrics & meaning

Vaaste

GenreIndian Pop

Choose your script

Read the Song Lyrics

Lyrics text size: 100%

Vaaste jaan bhi doon, main gava imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Badle mein main tere jo khuda khud bhi de jannatein
Sach kahoon chhod doon

Tum se zyada main na jaanun
Tum se khud ko main pehchaanun
Tum ko bas main apna maanun maahiya

Tum se zyada main na jaanun
Tum se khud ko main pehchaanun
Tum ko bas main apna maanun maahiya

Vaaste jaan bhi doon, main gava imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon

Tere alava koi bhi khahish nahi hai baaki dil mein
Qadam uthaaun, jahan bhi jaaun tujh hi se jaaun mil main
Tere alava koi bhi khahish nahi hai baaki dil mein
Qadam uthaaun, jahan bhi jaaun tujh hi se jaaun mil main

Tere liye mera safar
Tere bina main jaaun kidhar?

Tum se zyada main na jaanun
Tum se khud ko main pehchaanun
Tum ko bas main apna maanun mahiya

Vaaste jaan bhi doon, main gava imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Badle mein main tere jo khuda khud bhi de jannatein
Sach kahoon chhod doon

Tu hi savera mera, tu hi kinara mera
Tu hi hai dariya mera, khuda ka zariya mera
Tujhi se hota shuru yeh mera kaarvan
Tujhi pe jaake khatam yeh mera saara jahaan

Vaaste jaan bhi doon, main gava imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon