
Choose your script
Read the Song Lyrics
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Ek chehre ne bahut…
Ek chehre ne bahut pyaar se dekha mujhe
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Ek chehre ne bahut…
Ek chehre ne bahut pyaar se dekha mujhe
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Wo mere samne baithi hai, magar
Usse kuch baat na ho paayi hai
Main ishaara bhi agar karta hoon
Is mein hum dono ki rusvai hai
Is mein hum dono ki rusvai hai
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Wo to honthon se kuch bhi kehti nahi
Uski aankhon mein ek kahani hai
Us kahani mein naam hai mera
Mujhpe kudrat ki mehrbani hai
Mujhpe kudrat ki mehrbani hai
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
Ek chehre ne bahut…
Ek chehre ne bahut pyaar se dekha mujhe
Dil ka aalam main kya bataun tujhe?
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
एक चेहरे ने बहुत…
एक चेहरे ने बहुत प्यार से देखा मुझे
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
एक चेहरे ने बहुत…
एक चेहरे ने बहुत प्यार से देखा मुझे
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
वो मेरे सामने बैठी है, मगर
उस से कुछ बात ना हो पाई है
मैं इशारा भी अगर करता हूँ
इस में हम दोनों की रुसवाई है
इस में हम दोनों की रुसवाई है
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
वो तो होंठों से कुछ भी कहती नहीं
उस की आँखों में एक कहानी है
उस कहानी में नाम है मेरा
मुझ पे कुदरत की मेहरबानी है
मुझ पे कुदरत की मेहरबानी है
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
एक चेहरे ने बहुत…
एक चेहरे ने बहुत प्यार से देखा मुझे
दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे?
